Shree Ganesh Aarti
Jai Ganesh Jay Ganesh Deva,
Mata jaki parvati pita mahadeva.
Ek dant daya-want char bhuja dhari.
Mathe par tilak sohe mush ki savari.
Pan chadhe phul chadhe or chadhe meva,
ladduwan ke bhug lage shant kare seva.
Jai ganesh jai ganesh deva,
mata jaki parvati
pita mahadeva.
Andhe ko ankh det,
kodhin ko kaya.
Bhajhan ko puta det,
Nirdhan ko maya.
Sur shyam sharan aye safal kije seva.
Mata jaki parvati,
Pita mahadeva.
Jai ganesh jai ganesh dava,
mata jaki parvati pita maha deva.







0 comments:
Post a Comment